Romantic Shayari, Bina parvah kiye is jamane ki
Bina parvah kiye is jamane ki
khwaish humne ki h tujhe pane ki
Aaja lautkar aaja ye dil chahta hai
Tujhe pakar sari duniya bhul jaane ki
Hai khwab dil me tera arma tujhe paane ki
Bina parvah kiye is jamane ki
Na dekhi hai teri surat na sirat
Par jid hai meri tujhe paane ki
Bina parvah kiye is jamane ki
Muqammal ishq ka ka bs khwab hai mera
Teri chahat ka mehtab ye dil mera
Kaynat ko bhi hai khabar tere aane ki
Chaha hai beintehaa humne tujhe paane ki
Bina parvah kiye is jamane ki